Semrush kya hai website ko rank kraye

SEMRUSH

Image Click here 👇 now join free

SEMrush
 may be a favorite program tool for several bloggers or Internet Marketers. … but a few year ago SEMRUSH has added Google Search India Database and which is great news for Indian Publishers and India’s SEO Industry

  • Best SEO result ke liye keyword palanning ka hona bahut jaroori hai,
  • aap keyword planning me expert nahi hain to aap youtube or blogging ke field me kuchh bhi nahi kar sakte kyunki keyword par hi sab kuchh dependent hai iske bina thoda bhi kaam nahi chalne wala hai yadi aap youtube ya blogginng ke field me kuchh karne ko soch rahe hain to apko SEO or keywords ke baare me jankaari collect karna hoga samajhna hoga kaise use karte hain ye sare trick
  • apko janna hoga tab hi aap kuchh aage kar sakte hain.
SEMrush

  • SEO ke liye keywords bahut hi important hota kyunki yahi keywords apke blog ya video post ke bare me program ko batata hai or apka blog ya video search me listed hota hai, google ka khud ka Google Keyword Planner bhi hahi jise use karke aap keywords ke bare me plan kar sakte hain lekin iske alawa ek aur tool bhi hai jise ham semrush ke naam se jante hain ye bhi bahut hi popular tool hai ye google keyword planner ka alternative hai iska bhi kaam same keywords plan karna hi hai ye bhi bahut jyada use kiya jata aur achhe keywords ka sugession bhi deta hai, to chaliye aaj mai is post me apko batata hoon ki semrush par keywords ko kaise search karenge.

semrush login

steps shuru karta hoon ki Semrush par best keywords kaise search kar

  • Sabse pehle aap google par semrush search kre
  • first me hi link dikh jayega ya phir is link https://www.semrush.com par click kare


SEMrush kya hai
Google image download

  • homepage open hoga aap without login ke bhi search kar sakte hain
  • but apka search record save nahi hoga isliye aap pehle login karle yadi account nahi hai to check in kar account create kar le
SEMrush kya hai
Google image download
Login karne ke baad dashboard open ho jayega
uske bad Keyword Analytics par click kar Keyword Magic Tool par click kare
Iske baad aap seed keyword box me topic, category or wesite type kare aur Apply par click kar de.

SEMRUSH

What is SEMrush tool?

SEMRush is a tool that is specific to finding profitable keywords. We’re living in a time now when SEO, is at the forefront of a successful blog. SEMRush is a program many new and older bloggers are using to optimize their sites, create the content their audience wants and create a better experience for their visitors